Hum Madinay Se Alla naat
About Hum Madinay Se Alla
Hum Madine se Allah Kiun aa Gaye
Qalb e Hairaan ki Tasqi wahin reh Gayi
Dil wahin reh Gaya, Jaan wahin reh Gayi
Khaam usi dar pe apni Jabeen reh Gayi
Allah Allah wahan ka Durood o Salam
Allah Allah wahan ka Sojood o Qayaam
Allah Allah wahan ka woh Kaif e Dawaam
Woh salaat e sokoon afreen reh gayi
Dil wahin reh Gaya, Jaan wahin reh Gayi
Khaam usi dar pe apni Jabeen reh Gayi