Zulf e Sarkar Se Jab Chehra Naat by Muhammad Afzal Noshahi
Audio

Zulf e Sarkar Se Jab Chehra Naat by Muhammad Afzal Noshahi

Muhammad Afzal Noshahi
5.0K 873 Download
Published on May 11, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Zulf e Sarkar Se Jab Chehra

Zulf e Sarkar Se Jab Chehra Nikalta Hoga, listen online mp3 naat in the voice of Muhammad Afzal Noshahi. Download audio naat Zulf e Sarkar Se Jab Chehra Nikalta Hoga free mp3 by clicking on download button. Read naat lyrics of Zulf e Sarkar Se Jab Chehra Nikalta Hoga.

Zulf E Sarkar Se Jab Chehra Nikalta Hoga Naat Lyrics

Zulf E Sarkaar se jab chehra nikalta hoga

Phir bhala kaisay koi chaand ko taakta hoga

 

Eh Haleema yeh bata, tu ne to dekha hoga

Kaisay tujhse mera mehboob lipaat-ta hoga

 

Jab Kabhi ap andheray main nikalty hon gayen

Shab E Tareek main khurshid chamakta hoga

 

Raaz chanda ke haseen honay ka ab main samjha

Khak E dar ap ki wo moo pe jo malta hoga

 

Kitne khushbakht hain taibaa ki wo galiyaan dekho

Jab bhi mehboob wo ban than ke nikalta ho ga

 

Mujh ko maloom hai taibaa se judaie ka asar

Sham ko shamas bhi rota huwa dhaltaa ho ga

 

Zulf E Sarkaar se jab chehra nikalta hoga

Phir bhala kaisay koi chaand ko taakta hoga

Muhammad Afzal Noshahi

Muhammad Afzal Noshahi

16 uploads · 4.8K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan