Yaad e Mustafa Aisi Bas Gayi Hai

Yaad e Mustafa Aisi Bas Gayi Hai Naat by Qari Sadaqat Ali

7,776 views   |   111 downloads   |   Published on March 24, 2019


Download 111 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Yaad e Mustafa Aisi Bas Gayi Hai

Artist: Qari Syed Sadaqat Ali

Yaad e Mustafa Aisi Bas Gayi Hai Aise Seenay Mein, urdu naat in the voice of Qari Sadaqat Ali. Read naat lyric of Yaad e Mustafa Aisi Bas Gayi Hai.

Yaad e Mustafa Aisi Bas Gayi Hai Lyrics

Yad e Mutufa aise bas gaye hai mere seenay mein

Jism ho kahien apna dil to hai Madine Mein

Mere kamli wale ka ghr tu hai madine mein

Han magar wo rehty hain in ashiqon ke seenay mein

Koun se jagah un ke ashiqon se khali hai

Har jagah hai parwanay aur shama hai Madine mein

Tu ne pee kitabon se mein ne pee nigahon se

Farq itna hai ke aray tere mere peenay mein

Kash un ke koochay se layen yeh Saba pegham

Chal tujahy bulatay hain Mustufa Madine Mein

Yad e Mutufa aise bas gaye hai mere seenay mein

Jism ho kahien apna dil to hai Madine Mein

Qari Syed Sadaqat Ali

Also known as: Sadaqat Ali

18 Uploads . 9.6K Profile Views

View profile