Wo Tu Ke Jis Ne Zehan Ko Naat By Baddar uddin Badar
Audio

Wo Tu Ke Jis Ne Zehan Ko Naat By Baddar uddin Badar

Badar Uddin Badar
1.8K 341 Download
Published on Jul 8, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Wo Tu Ke Jis Ne Zehan

Wo Tu Ke Jis Ne Zehan, listen or play online beautiful urdu naat shareef in the beautiful voice of Baddar uddin Badar. This naat is recorded by Radio Pakistan. Download audio naat shareef Wo Tu Ke Jis Ne Zehan free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Wo Tu Ke Jis Ne Zehan ko.

Wo Tu Ke Jis Nay Zehan Ko Fikar E Rasa Diya Naat Lyrics

Wo tu ke jis ne zehan ko fiker e Rasa diya

Wo tu ke jis ne dil ka haram jagmaga diya

Wo tu ke jis ne her bezaban ko

Lehja diya biyaan diya zaiqa diya

Wo tu ke jis ne Qafila E Haast o Bood ko

Azme Sameem O Jazbaa e Manzil Rasa diya

Wo tu ke jis ke Naqhato O Rang o Jamal ne

Sehra E Kainaat ko Gulshaan bana diya

Wo tu ke jis ki Shan E Sujood O Qayaam ne

Banday ko Bandagi ka Saleeqa seekha diya

Wo tu ke jis ke Jalwa E Noor E Zahoor ne

Rooh e Hayyat o Moat se Parda utha diya

Wo tu ke jis ne dil ka haram jagmaga diya

Badar Uddin Badar

Badar Uddin Badar

38 uploads · 3.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan