Sair E Gulshan Kaun Dekhe

Sair E Gulshan Kaun Dekhay Urdu Naat by Mehmood ul Hassan

62,195 views   |   764 downloads   |   Published on May 4, 2018


Download 764 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Sair E Gulshan Kaun Dekhe

Artist: Mehmood ul Hassan Ashrafi

Sehr e Gulshan Koun Dekhay Naat Lyrics

Sehr-e-Gulshan koun jaye Dasht-e-Taiba chor ker
Soye-e-jannat koun jaye dar tumhara chor ker


Guzasht-e-gham kahun kis se tery hoty huwe
Kis ek dar pe jayun tera aastaana chor ker

Mar he jayun mein ager us dar se jayun do qadam
Kiya bache bemar-e-gham qurb-e-maseehaa chor ker

Soye-e-jannat koun jaye dar tumhara chor ker..

Aise jalwe per kerun mein lakh hooron ko nisar
Kiya garz kyion jayun mein jannat madina ko chor ker

Sehr-e-Gulshan koun jaye Dasht-e-Taiba chor ker
Soye-e-jannat koun jaye dar tumhara chor ker

Bakhshwana mujh se aasee ka rawa ho
Kis kay daman mein cupoon daman tumhra chor ker

Hashr mein ek ek munh jo taktay phirty hain
Aafatn meinphans gaye in ka sahara chor ker

Mar ke jeety hain jo un ke dar pe jaty hain Hasan
Jee kay marty hain jo aty hain Madina chor ker

Sehr-e-Gulshan koun jaye Dasht-e-Taiba chor ker
Soye-e-jannat koun jaye dar tumhara chor ker

 

Mehmood ul Hassan Ashrafi

Also known as: Mehmood ul Hassan

26 Uploads . 42.9K Profile Views

View profile