Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naat by Shafiq Ahmed and Rashid Azam
Audio

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naat by Shafiq Ahmed and Rashid Azam

Shafiq Ahmed
2.5K 437 Download
Published on May 21, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi

Listen online a very beautiful naat Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi recited by two naat khawans Shafiq Ahmed and Rashid Azam. They have recited this naat in Hum TV programme. Download beautiful kalam Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi free mp3 by clicking on download button. Read naat lyrics of Sab Se Aula o Aala Hamara Nabi

Sab Se Aula O Aala Naat Lyrics

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Sab se Bala O wala Hamra Nabi ï·º

Apne Moula ka Piyara hamara Nabi ï·º

Donu Alaam Ka Dolha Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Bujh gayen jis ke agay sabhi mashalien

Shama wo le ker ayaa Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Jis ki do Bohndien hain Kosar o Sal-sabhi

Hai wo rehmat ka darya Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Jin ke talwoon ka dhowaan hai Ab-e-Hayaat

Hai wo jama-e-Maseehaa Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ..

Kiya Khabar kitne Taray khilay chup gaye

Per na dooba na doobay Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Koun deta hai deta ko moo chayia

Dene wala hai sucha Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Shafiq Ahmed

Shafiq Ahmed

22 uploads · 5.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan