Qurban Mein Unki Bakhshish Ke

Qurban Mein Unki Bakhshish Ke by Sara Raza Khan

58,895 views   |   1,601 downloads   |   Published on March 9, 2018


Download 1,601 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Qurban Mein Unki Bakhshish Ke

Artist: Sara Raza Khan

Listen online a very beautiful naat Qurban Mein Unki Bakhshish Ke recited by female naat khawan Sara Raza Khan. You can download this audio naat free by clicking on download button.

Qurban Mein Unki Bakhshish Ke Naat Lyrics

Qurban mein unki bakhshish ke, maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangay diya aur itna diya, damaan mein hamare samaaya nahi

Qurban mein unki bakhshish ke....

Imaan mila unke sadqay Quran mila unke sadqay
Rehman mila unke sadqay wo kiya hai jo hum ne paya nahi

Qurban mein unki bakhshish ke....

Us Mohsin-e-Azam ke yuhn tu Khalid pe hazaron ehsaan hain
Qurban mager is ehsaan ke Ehsaan bhi kiya tu jaatayaa nahi

Qurban mein unki bakhshish ke....

Dil bhar gaye mangtoon ke lakin Aqaa dene se teri niyaat na bhari
Jo ayaa use bhar bhar ke diya mehroom kabhi lotayaa nahi

Qurban mein unki bakhshish ke....

Qurban mein unki bakhshish ke, maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangay diya aur itna diya, damaan mein hamare samaaya nahi

Sara Raza Khan

Also known as: Sara Raza

12 Uploads . 7.4K Profile Views

View profile