4,056 views | 1,127 downloads | Published on April 16, 2019
Nabi Ka Sheher Madina, Yeh Subhain Madina Yeh Shamain Madina is a very beautiful kalam of Shaheed Junaid Jamshed. Listen online or download mp3 Yeh Subhain Madina Yeh Shamain Madina. Read naat lyrics of Nabi ka shehar Madina.
Yeh Subhain Madina Yeh Shamain Madina
Mubarik ho tumhen Qayam e Madina
Madina Madina Madina Madina
Nabi ka Shehr hai yeh Shehar Madina
Mubarik tujhe ho ah arz e Madina
Tere pas jab Sayyid e Do Jahan Hain
Madina Madina Madina Madina
Yeh Subhain Madina Yeh Shamain Madina
Mubarik ho tumhen Yeh Qayam e Madina
Tere Sabz Gumbhad pe alaam fida hai
Falak jise choomay Zameen e Madina
Tera zara zara nishan e Nabi hai
Fida tujh pe Mekhan ke Shehar e Madina
Yeh Subhain Madina Yeh Shamain Madina
Mubarik ho tumhen Qayam e Madina
Ohad ke yeh daman main khoon e Shaheeda
Nishani hai islam ki azmaton ki
Sihabah ke qadmoon se Khak e Madina
Wafadarion per Sahabah ki akhtar
Hai takeekh Roshan yeh Shehar e Madina
Yeh Subhain Madina Yeh Shamain Madina
Mubarik ho tumhen Qayam e Madina
Madina Madina Madina Madina Madina