Meri Ulfat Madine Se

Meri Ulfat Madine Se Yun He Nhi Hina Nasrullah

135,791 views   |   24,656 downloads   |   Published on October 23, 2017


Download 24,656 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Meri Ulfat Madine Se

Artist: Hina Nasrullah

Meri Ulfat Madine Naat Lyrics

 
Meri ulfat madina se yuhi nahi 
Mere aaqa  ï·º ka roza madina main hai
Main madina ki janib na kase kenchun
Mera deen aur dunyia madina mein hai
 
Taroon ko chamak noor naginay se mile hau
Phoolon ko khushboo un ke paseenay se mile
Faizan hamare liya tu sab kuch madina
Hum ko tu her ek chez madina se mile hai
 
Arsh e Azam se jis ki bari jis ki shan hai
Roza e Mustufa  ï·º jis ki pehchan hai
Jis ka hum pala koi muhallah nahi
Aisa ek muhallah  madina mein hai
 
Mere aaqaa  ï·º ka roza madina mein hai..
 
Phir mujhy mout ka koi khtra na ho
Mouat kiya zindaghi ki bhi perwa na ho
Kash Sarkar   ï·º ek bar mujh se kahien
Ab tera jeena marna madina mein hai
 
Mere aaqaa  ï·º ka roza madina mein hai..
 
Jab nazar soy-e-Taiba rawana huwe
Sath dil bhi sath jan bhi gaye
Main muneer ab rahon ga yahan kis liya
Mera sara asaasa madina mein Hai
 
Mere aaqaa  ï·º ka roza madina mein hai..
 

Hina Nasrullah

Also known as: Hina Nasrullah

20 Uploads . 17.4K Profile Views

View profile