Lau Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huwe Hain by Saqlain Rasheed
Audio

Lau Madine Ki Tajalli Se Lagaye Huwe Hain by Saqlain Rasheed

Saqlain Rasheed
49.7K 1,999 Download
Published on Jul 15, 2019 · Naat MP3 · Published by Usman Gul
Favourite

About Lau Madine Ki Tajalli Se

This is a famous kalam of Peer Naseer uddin Naseer. Listen this naat in the voice of Saqlain Rasheed and download it free on your device.

Lau Madine Ki Tajalli Se Naat Lyrics

Lo madina ki tajali se lagaie hue hain
Dil ko hum matlah e anwar banaie hue hain

Ek jhalak aj dekha Gumbhad e Khizra ke makeen
Kuch bhi hai Dedaar ko aye huwe hain

Warafana zikaraak ka tasawur le ker
Hum nazar Gumbhad E Khizra pe jamaie huwe hain

Sharam E isiyaan se samne nahi jaaya jata
Ye bhi kiya kum hai tere shehr main aye huwe hain

Kashtiyaan apne kinaare se lagaie huwe hain
Kiya wo doobay jo Muhammad ke taraie huwe hain

Kyuin na palraah bharhi ho tera Naseer
Ab tu meezan main sarkar bhi aye huwe hain

Lou madina ki tajali se lagaie hue hain
Dil ko hum matlah e anwar banaie hue hain
 

Saqlain Rasheed

Saqlain Rasheed

12 uploads · 7.6K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan