Koi Misl Mustafa Ka Kabhi Tha Na Hay Na Hoga Naat
About Koi Misal Mustafa Ka
Koi Misal Mustafa Ka Kabhi Tha Na Hai Na Ho gaa. Beautiful naat is recited by Mushtaq Qadri Koi misal Mustafa ka Kabhi tha na hai na ho gaKisi or ka ye rutbaa kabhi tha na hai na ho gaInhen Khalqq kar ke nazzan huwa khud he dast e qudratKoe shahkaar esa kabhi tha na ha na ho gaMera taq e jaam e nisbat ke charag jal rhay hainMujha khof-e-tirgi ka kabhi tha na hai na ho gaKisi waham na sada di koe aap ka mamasilTo yaqeen pukar utha kabhi tha na hai na ho gaMera daman e talab ko hai unhin ke dar se nisbatKisi or dar se rishta kabhi tha na hai na ho gaSir e Hashar un ke rahmat ka sabih ma hun talibMujha kuch amal ka dawa kabhi tha na hai na ho ga
Haji Muhammad Mushtaq Qadri
Also known as: Mushtaq Qadri
26 uploads · 19.0K profile views
View profile