1,523 views | 169 downloads | Published on May 28, 2019
Artist: Akhtar Hussain Qureshi
Kahin Na Dekha Zamane Bhar Mein, listen online mp3 naat in the voice of Akhtar Qureshi. Download audio naat Kahin Na Dekha Zamane Bhar Mein free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Kahin Na Dekha Zamane Bhar Mein.
Kahien Na Dekha Zamane Bhar Mein Jo Kuch Madine Mein Ja Kar Dekha
Tajaliyon ka laga hai mela jidhar nigah utha ke dekha
Khaien Na Dekha Zamane Bhar Mein...
Wo dekho sunehri Jali Idhar sawali udhar sawali
Qareeb se un ke jo bhi guzra Huzoor ne Muskura ke dekha
Khaien Na Dekha Zamane Bhar Mein...
Tawaf Rozay ka kar rahe hain yahan wahan askh bar ankhien
hai Gonjh Sale Ala ki har Suu jahan jahan pe bhi ja ke dekha
Khaien Na Dekha Zamane Bhar Mein...