Kaabe ki Ronaq Kaabe Ka Manzar By Sabih Rehmani
About Kaabe ki Ronaq Kaabe Ka Manzar
Kaabe ki Ronaq Kaabe Ka Manzar Lyrics
Kaabay ki ronaq Kabbay ka manzir Allah o Akbar Allah o Akbar
Dekhun tu dekhay jayun barabar Allah o Akbar Allah o Akbar
Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar
Hairat se khud ko kabhi dekhta hoon aur dekhta hoon kabhi main haram ko
Laya mujh ko kahan mera muqadar Allah o Akbar Allah o Akbar
Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar
Bheja hai jannat se tujh ko khuda ne chuma hai tujh ko mere Mustufa صلى الله عليه و سلم ne
Ah hijre Aswad tera muqadar Allah o Akbar Allah o Akbar
Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar
Kabay ke uper se jaty nahi hain aur kis ko adab ye seekhaty nahi hain
Kitne mohaddab hain ye kabootar Allah o Akbar Allah o Akbar
Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar
Tere karam ki kiya baat Moula, tere haram ki kiya Moula
Taaumer ker de ana muqadar Allah o Akbar Allah o Akbar
Allah o Akbar Allah o Akbar, Allah o Akbar Allah o Akbar
Dekhun tu dekhay jayun barabar Allah o Akbar Allah o Akbar
Syed Sabihuddin Sabih Rehmani
Also known as: Sabih Rehmani
65 uploads · 24.4K profile views
View profile