Jalwa E Jana MP3 Naat by Junaid Jamshed
Audio

Jalwa E Jana MP3 Naat by Junaid Jamshed

Junaid Jamshed
219.4K 9,148 Download
Published on Jan 5, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Jalwa E Jana

Naat Lyrics

Jalwa e Jana, Jalwa e Jana
Jalwa e Jana, Jalwa e Jana

Na koi aap sa ho ga, na koi ap sa ho ga
Koi Yousaf A.S se pochay Mustufa ka husan kasa tha

Daleel e zindaghi wo hain kamaal e bandaghi wo hain
Koi bhi dour ho us mein meraaj e Adami wo hain
Wohi tou deen o Duniya hain jo batain ap ne kahien

Koi bhi bat ho har hukam un ka mutabar aisa
Kay un ke haan nahi kehna bhi hai Quran ke jaisa
Hadith e Paak kehlaain jo baatin ap nay kahien

Darood un per Salam un per yahi khena Khuda ka hai
Khuda kay bad jo hai martaba Salle Ala Ka hai
Woi sardar e Alam ain wohi gham khawar e ummet hain
Wohi tou hashr ky maidaan mein sab ki shifaat hain
Shifaat ky liya sab ki nazar un per lage ho ge

Jalwa e Jana, Jalwa e Jana
Jalwa e Jana, Jalwa e Jana

Junaid Jamshed

Junaid Jamshed

151 uploads · 665.4K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan