Jahan Bhi ho Wahin Say Do Sada Sarkar Sunty Hain by Alina Noor Naat
Audio

Jahan Bhi ho Wahin Say Do Sada Sarkar Sunty Hain by Alina Noor Naat

Alina Noor
26.2K 624 Download
Published on Sep 26, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Jahan Bhi ho Wahin Say Do

A very beautiful kalam written by Muzaffar Warsi. Listen and download "Jahan Bhi ho Wahin Say Do Sada Sarkar Sunty Hain"in the voice of female naat khawan Alina Noor.

Sarkar Sunty Hain Naat Lyrics

Jahan bhi ho wahen se do sada Sarkar sunty hain
Sare-e-aina sunty hain pase-e-dewar sunty hain

Meri her sans un ke aahaton ke sath chalti hai
Mere dil ke daraknay ke bhi wo raftaar sunty hain

Mein sadqay jayun un ki rehmat-ul-lialamin per
Ke pukaro chahie jitne bar wo her bar sunty hain

Muzaffar jab kise mehfil mein un ki naat parhta hai
Mera emaan hai wo bhi mera ishaar sunty hain

Jahan bhi ho wahen se do sada Sarkar sunty hain
Sare-e-aina sunty hain pase-e-dewar sunty hain

Alina Noor

Alina Noor

77 uploads · 10.8K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan