Ilahi Hamd Se Aajiz Hai Ye Sara Jahan Tera Hamd
Audio

Ilahi Hamd Se Aajiz Hai Ye Sara Jahan Tera Hamd

Qari Zubaid Rasool (Late) Zubaid Rasool
46.2K 2,509 Download
Published on Dec 31, 2016 · Naat MP3 · Published by Haroon Ishaq Qureshi
Favourite

About Ilahi Hamd Se Aajiz Hai

Ilahi Hamd Se Aajiz Hai Lyrics

Ilahi hamd se aajiz hai ye sara jahan tera

Jahan walon se kyuin ker ho sake Ziker O Biyaan tera

Zameen O Asmaan ke zaray zaray main tere jalway

Nighaoen main jidr dekha nazara aya nishan tera

Thikana her jagah tera samjhty hain jahan wale

Samjh main aa nahi sakta thikana hai kahan tera

Jahan ke rang o Booh ki wusaahtoon ka razdaan tu hai

Na koi hamsafar tera na koi karwaan tera

Ilahi hamd se aajiz hai ye sara jahan tera

Jahan walon se kyuin ker ho sake Ziker O Biyaan tera

 

 

 

Qari Zubaid Rasool (Late)

Qari Zubaid Rasool (Late)

Also known as: Zubaid Rasool

50 uploads · 51.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan