Hawas-e-Jaan-o-Hasham Dil Sy Nikaali Main Ny Naat by Alina Noor
Audio

Hawas-e-Jaan-o-Hasham Dil Sy Nikaali Main Ny Naat by Alina Noor

Alina Noor
7.2K 481 Download
Published on Mar 23, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Hawas-e-Jaan-o-Hasham Dil Sy

Hawas-e-Jaan-o-Hasham Dil Sy Nikaali Main Ny, listen online and download mp3 naat in the beautiful voice of female naat khawan Alina Noor. Read naat lyrics of Hawas-e-Jaan-o-Hasham Dil Sy.

Hawas e Jaaho Hasham Dil se Nikali Lyrics

Hawas e Jaaho Hasham Dil se Nikali main ne

Dekh ker Shaan e Owais-O-Bilali main ne

 

 

Jab Azal main huwe Taqseem-E-Jamaal-O-jalwa

 

Dar-E-Mehboob se kuch khak utha li main ne

 

 

Marhalay qurb ke sab door huwe

 

Dil main rakh li tere tasweer e khiyali main ne

 

 

Yehe ehsas mere zeesat ka sarmayaa hai

 

Ke Gulaman-E-Muhammad se dua li main ne

 

 

Jab bhi dil shikwa guzaar-E-gham E ayyam huwa

 

Dil betaab ko ek naat suna li main ne

 

Hawas e Jaaho Hasham Dil se Nikali main ne

Alina Noor

Alina Noor

77 uploads · 10.8K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan