Allah Allah Madina Tera Azam Chishti MP3 Naat
Audio

Allah Allah Madina Tera Azam Chishti MP3 Naat

Muhammad Azam Chishti Azam Chishti
206.3K 3,315 Download
Published on Mar 23, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Allah Allah Madina Tera

Allah Allah Madina Tera Naat Lyrics

Allah Allah madina tera bat-haa tera
Khuld ki simaat na dekhay kabhi shehdaa tera

Log khety hain ke hai dais madina tera
Dar haqeeqat hai minhal-llah thikana tera

Allah Allah madina tera bat-haa tera..

Tera sanii tu kahan dahaer main Khtam-e-Rasool   صلى الله عليه Ùˆ سلم
Hum ne dekha nahi ab tk kahien saya tera

Allah Allah madina tera bat-haa tera..

Tere itahaat hai haqeeqat main khuda ki itahatt
Wohe banda hai khuda ka jo hai banda tera

Allah Allah madina tera bat-haa tera..

Tu jidhar rukh ko ghooma de woi kabaah ban jaye
Kitna mehboob ko Allah ko manshah tera

Allah Allah madina tera bat-haa tera

Khuda ki raza chahtain hain do alaam
aur khuda chahta hai raza e Muhammad   صلى الله عليه Ùˆ سلم

Allah Allah madina tera bat-haa tera

Main gunahgar hn laken tera khelaata hoon
Mujh ko le de ke shahra hai tu shah tera

Allah Allah madina tera bat-haa tera

Log Azam ko pukarain tera shehdaa keh ker
Is karam ke abhi laiq kahan banda tera

Allah Allah madina tera bat-haa tera
Khuld ki simaat na dekhay kabhi shehdaa tera

 

"Allah Allah madina tera bat-haa tera" naat is recited by Azam Chishti.
 

Muhammad Azam Chishti

Muhammad Azam Chishti

Also known as: Azam Chishti

41 uploads · 21.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan