Ae Sabz Gumbad Wale Manzoor Dua Karna by Khalid Hasnain Khalid
Audio

Ae Sabz Gumbad Wale Manzoor Dua Karna by Khalid Hasnain Khalid

Khalid Hasnain Khalid Khalid Hasnain
49.7K 2,467 Download
Published on Dec 2, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Ae Sabz Gumbad Wale Manzoor Dua Karna

Listen online an download beautiful urdu naat Ae Sabz Gumbad Wale Manzoor Dua Karna in the voice of Khalid Hasnain Khalid.

Naat Lyrics

Aye sabz gumbad wale Manzoor dua karna

Jab waqt e naza aaye Deedar ataa karna

 

Mai qabr andheri mein Ghabraun ga jab tanha

Imdaad meri karne Aa jana mere aaqa

Roshan meri turbat ko lillah zara karna

Jab waqt e nazah aaye deedar ataa karna

 

Mujrim hu zamane bhar ka Mehshar me bharam rakhna

Rusva e zamana hu Kamli mein chupa lena

Manzoor dua mere maqbool Khuda kerna

Jab waqt e nazah aaye Deedar ataa karna

 

Aye sabz gumbad wale Manzoor dua karna

Jab waqt e naza aaye Deedar ataa karna

Khalid Hasnain Khalid

Khalid Hasnain Khalid

Also known as: Khalid Hasnain

95 uploads · 60.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan