Free MP3 download

Download Pekar e Dil Ruba

Listen online Download Pekar e Dil Ruba MP3

Safe & secure downloads · 1,328 downloads

Pekar e Dil Ruba Urdu Naat by Akhtar Husain Qureshi Akhtar Hussain Qureshi · 41.0K views
Published Jul 20, 2019
Downloads 1,328

Description

A very famous kalam written by Muhammad Ali Zahoori is in the voice of Akhtar Hussain Qureshi. You can listen and download this naat in mp3 format.

 

ھے ظہوری بڑی شان ان کی، مدح کرتا ہے قران ان کی
نعت پڑھتا ھے حسان ان کی، جو ميرا رہنما بن کے آيا

سب رسول خدا بن کے آۓ، وہ حبيب خدا بن کے آيا
پيکردل ربا بن کے آيا،روح ارض و سماں بن کے آيا

 Download audio naat shareef Paikar E Dil Ruba Baan Kay Aaya. Read naat lyrics of Paikar E Dil Ruba Baan Kay Aaya.

Paikar E Dil Ruba Baan Kay Aaya  Naat Lyrics


Paikar  e dil ruba baan kay aaya, rooh e arzo o sama baan kay aaya
Sab rasool e khuda baan kay aaye, wo habib e khuda ban kay aaya

Hazrat e Amina (Radi Allahu ‘anha) ka dulaara, wo Haleema (Radi Allahu ‘anha) ki aankhon ka taara
Wo shikassta diloon ka sahara, bay kasson ki dua baan kay aaya

Dast e Qudrat nay esa sajjaya, husan e takhleeq ko rashk aaya
Jiss ka paya kise nay naa paya, wo khuda ki raza baan kay aaya

Taajdaaroon nay dii he salami, baadshahon nay ki he ghulaami
Bay misaal uss ka ism e giraami, Mujtaba Mustafa ban kay aaya

Wo Nabi rahmat e alameen hai, jo bhi un kay zair-e-nagiin hai
Essa ghamkhuar day kha nahin he, jasa kherulwara baan kay aaya

He zahoori barri shaan un ki, madah karta he Quran un ki
Naat parhta he hassaan un ki, jo mayra rahnuma ban kay aaya

 

Paikar e dil ruba baan kay aaya

 


 

  • 100% Safe
  • High Quality MP3
  • Works on all devices
  • No Signup Required

If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.

Mere Nabi Pyare Nabi MP3 Naat Download

Junaid Jamshed