Free MP3 download
Download Hum Dare Aqaa Pe Sar Apna Jhuka Detay Hain
Listen online Download Hum Dare Aqaa Pe Sar Apna Jhuka Detay Hain MP3Safe & secure downloads · 485 downloads
Description
Hum Dare Aqaa Pe Sar Apna Jhuka Detay Hain, listen online mp3 naat in the voice of Marghoob Ahmed Hamdani. Download audio naat free mp3 by clicking on download button. Read naat lyrics of Hum Dare Aqaa Pe Sar Apna Jhuka Detay Hain.
Hum Dare Aqaa Pe Sar Apna Lyrics
Hum Dar e Aqaa Pe Sar Apna Jhuka Lety Hain
Such Bata Ae Duniya Tera Kiya Lety Hain
Waqat Ki qaid hai nahi Yeh Karam Ki Batin
Jab Bhi Sarkar Ki Merzi Ho Bula Lety Hain
Jab Nahi Milti Kahien Se Sakoon Ki Daulat
Teri Mehfil Tera Dewanay Saja Lety Hain
Us Ko Ankhon Mein Bethaty Hain Zamane Wale
Jis Ko Mehboob e Khuda Apna Bana Lety Hain
Pathroo Tum Tu Ho Pathar Magar Aqaa Mere
Tum Se Agar Chahie Tu Kalma Bhi Parha Lety Hain
Hum Dar e Aqaa Pe Sar Apna Jhuka Lety Hain
Such Bata Ae Duniya Tera Kiya Lety Hain
- 100% Safe
- High Quality MP3
- Works on all devices
- No Signup Required
If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.