Free MP3 download

Download Main tou Nadaan Tha

Listen online Download Main tou Nadaan Tha MP3

Safe & secure downloads · 2,077 downloads

Main tou Nadaan Tha Urdu Naat by Manzoor Ul Konain MP3 Syed Manzoor Ul Kounain Shah · 140.5K views
Published Aug 15, 2019
Downloads 2,077

Description

A very beautiful Urdau Naat Main tou Nadaan Tha from the Album Shahab e Rehmat by Syed Manoor Ul Konain Shah Sb. Download audio naat shareef Main Tu Nadan Tha. Read naat lyrics of Main Tu Nadaan Tha.

میں تو نادان تھا دانستہ بھی کیا کیا نہ کیا
لاج رکھ لی میرے لجپال نے رُسوا نہ کیا

روشنی جتنی تیری یاد نے پھیلائی ہے
مہ و خورشید نے اتنا بھی اُجالا نہ کیا


جھولی خالی لئے لوٹے کوئی اُن ﷺ کے در سے
یہ کبھی اُن ﷺ کی سخاوت نے گوارا نہ کیا

جس طرف دیکھیئے سرکار ﷺ نظر آتے ہیں
ایسا لگتا ہے کہ سرکار ﷺ نے پردہ نہ کیا

یہ بھی الله کا اِک خاص کرم ہے کہ وقار
جس کا خود شیدا ہے اُس کا ہمیں دیوانہ کیا


میں تو نادان تھا دانستہ بھی کیا کیا نہ کیا
لاج رکھ لی میرے لجپال نے رُسوا نہ کیا

 

Main Tou Nadaan Tha 

Danista Bhi Kia kia na Kiya

Main Tou Nadaan Tha 

Danista Bhi Kia kia na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Jis Taraf Dekhiye

Sarkaar Nazer Aatey Hein

Aisa Lagta Hai

Sarkaar Ne Parda Na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Ae Gham e Ishq O Muhammad

Ho Teri Umar Daraz

Wo Hi Achon Se Hai Acha

Jisey Acha Na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Roshni  Jitni Teri Yaad Mein Phelai Hai 

Roshni  Jitni Teri Yaad Mein Phelai Hai 

Mah o Khursheed Ne Bhi Etna Ujala Na Kiya

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Jholi Khali Liye Koi Lotey Un Ke Dar Se

Jholi Khali Liye Koi Lotey Un Ke Dar Se

Ye Kabhi Unki Sakhawat ne Gawara Na Kiya

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Unki Nisbat Ka ------------

Numayaan Hai Karam

Kisi Toofaan Ne Hum Ko Teh  o Baala Na Kiya

Kisi Toofaan Ne Hum Ko Teh  o Baala Na Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

 

Ye Bhi Allah Ka 

Ek Khas Karam Hai

Jis Ka Khud She-daa Hai 

 Uska Humein Dewana Kiya

 

Laaj Rakh Li Merey Sarkaar Ne 

Ruswa Na Kiya

Main Tou Nadaan Tha 

Danista Bhi Kia kia na Kiya

  • 100% Safe
  • High Quality MP3
  • Works on all devices
  • No Signup Required

If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.

Mere Nabi Pyare Nabi MP3 Naat Download

Junaid Jamshed