Rah e Khuda Main

Rah e Khuda Main Shouq Say

1,528 views   |   143 downloads   |   Published on September 3, 2019


Download 143 Published by Usman Gul

Favourite
About Rah e Khuda Main

Artist: Syed Khalid Hussain Shah

Rahe khuda main shouq se sar ko kata gaye hussain, Haqq ke raza ke waste ghar ko loota gaye hussain Nehze peh charr ke sarr balan kar gaye deen E mustafa, Koshish kameyab se baat bana gaye hussain Haqq ka alam liye outhe chaagaye qainaat parr, deen ke doushmanon ka sarr neeche jhouka gaye hussain Ansou lahoo ke aaj bhi rohti hai karbala ki khaak, Zakhm har ik ke qalb mein kaisa laga gaye hussain Ibne ali ki shaan kya touj se baya ho ey reeaz, Jiss ki nahin misaal woh martabah pa gaye hussain

Syed Khalid Hussain Shah

Also known as: Syed Khalid Hussain

34 Uploads . 7.5K Profile Views

View profile