Shah e Madina

Shah e Madina Mp3 Naat Download

184,261 views   |   63,700 downloads   |   Published on June 21, 2018


Download 63,700 Published by Haroon Koraishy

Favourite
About Shah e Madina

Artist: Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Shah e Madina Naat Lyrics

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

Yasrib ke walee sare Nabi tere dar ke sawali

Tere liya he duniya bani hai neele falak ki chadar tani hai

Tu ager na hota duniya the khali sare Nabi tere dar ke sawali

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

Jalway hain sare tere he dam se adad alaam tere karam se

Baqi her ik sheh naqash e Khyiaali

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

Tu ne jihan ki mehfil shajaie, Tareekion main shama jalaie

Kandhay pe tere kamli hai kali

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

Mazhab hai tera sab ki bhalaie maslik hai tere mushkil khushie

Dekh apne ummet ki khasta hali

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

Hai noor tera Dhams o Qamar main Tere Laboon ki lali shahr main

Phoolon ne tere lali chura li sare Nabi tere dar ke sawali

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

Hai ap dukhiyoon ke shahre Taj E Shahfat hai sar per tumhare

Hum k atta ho rozay ki jali sare Nabi tere dar ke sawali

Shah e Madina, Shah e Madina, Shah e Madina

 

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Also known as: Khursheed Ahmed

125 Uploads . 113.7K Profile Views

View profile