Qurban Mein Un Ki Bakhshish Ke

Qurban Mein In Ki Bakhshish Ke Owais Raza Qadri

250,294 views   |   7,466 downloads   |   Published on July 19, 2017


Download 7,466 Published by Haroon Koraishy

Favourite
About Qurban Mein Un Ki Bakhshish Ke

Artist: Muhammad Owais Raza Qadri Attari

Listen beautiful naat Qurban mein unki bakhshish Kay in the voice of Owais Raza Qadri. You can download this mp3 naat by clicking on download button.

Qurban Mein Unki Bakhshish Kay Naat Lyrics

Qurban main unki bakhshish kay maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangy diya aur itna diya daman main hamary samaya nahi

Imaan mila un ke sadqey Quran mila un ky sadqy
Rehman mila un ke sadqy, woh kiya hai jo hum nay paya nahi

Qurban main unki bakhshish kay...

Main aap kahun rakh lejiya barham Lilaah karam Lilaah karam
Damaan e amaal neaki ka sarkar koi sarmayaa nahi

Qurban main unki bakhshish kay..

Us mohsin–e-azam k youn to Khalid pai hazaroon ehsaan hain
Qurban magar is ehsaan kay ehsaan bhi kiya to jataya nhi

Qurban main unki bakhshish kay maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangy diya aur itna diya daman main hamary samaya nahi

Muhammad Owais Raza Qadri Attari

Also known as: Owais Qadri

375 Uploads . 825.5K Profile Views

View profile