166,936 views | 1,585 downloads | Published on January 9, 2018
Listen and download urdu hamd Kul Aalam Teri Yaad Kare.
Kul alam teri yaad kare tu sahib sab ka sacha hai
Hewaan pakairoo nar nari kiya boorha kiya balak bacha hai
Kiya dana bhi na hosh bhara kiya bhoola nadaan kacha hai
Kul alam teri yaad kare tu sahib sab ka sacha hai
Hai dasht biyabaan aur waadi her sa medaan sehra jungle
Weerana parbat jarh shajar bhooti jhari pairh aur jabal
Kul alam teri yaad kare tu sahib sab ka sacha hai
Tu palne wala sab ka hai aur sab ka tuj se dehaan laga
Kiya shah nazeer aur kia raja kiya muflis kiya kaangal gaddah
Kul alam teri yaad kare tu sahib sab ka sacha hai